12/04/2018
Hello friendsssss
Kaisa skoon milta hai unsb ko jo kisi ke biswas ko abiswas me bdl dete hai.
Aaj ho kya gya hai sbko ....ek insan se dil lga kr dusre insan ki chahat rkhna .ya u kahe ki ek se pet/dil hi nhi bhar rha ....kaha gya santosh ki bhawna ldka ho ya ldki ....me ek ki bat nhi kr rha kyuki sb ke sb wahi hai 99% !