All India Majliseittehadul Muslimeen

All India Majliseittehadul Muslimeen SAB MUSALMAN EK HO JAO KAAMYAB HO JAOGE

माशा अल्लाह तुर्की की इस बहन रेशम के कपड़ो पर सोने और चांदी कुरआन पाक लिख दिया है मुकम्मल बहुत ही खूब सूरत अंदाज में अल्...
04/12/2016

माशा अल्लाह तुर्की की इस बहन रेशम के कपड़ो पर सोने और चांदी कुरआन पाक लिख दिया है मुकम्मल बहुत ही खूब सूरत अंदाज में अल्लाह पाक इन्हें सेहत और तन्दुरूस्ती दे आगे भी और कारनामा अंजाम दें आमीन

04/02/2014

Ek Kabristaan Ke Gate Pe Likha Hua Tha:

"MANZIL TO TERI YAHI THI AEY MUSALMAAN,
BAS EK UMAR GUZAR GAYI YAHA TAK AATE AATE"
Bina LIBAAS Aye The Hum Is Jahaa Me Bas Ek KAFAN Ki Khaatir Itna SAFAR Karna Pada.
Kitne Mukhtasar Se WAQT K Liye Aaye The Hum Is Jahaa Me K Aate Hue AZAAN Hui.
AUR Jate Hue NAMAAZ"
Aey Momino Zra Socho....
Padaish k waqt AZAN dijati hai per NAMAZ nahi parhi jati
MOUT k waqt NAMAZ parhi jati hai magar AZAN nahi hoti
Zindagi AZAN se NAMAZ tak ka waqfa hai …”
Aye Momino Ab bhi Waqt Hai NAMAZ Qayam kro Is se pehle ki Tumhari NAMAZ Padhi jaye...... Halat kuch bhi ho namaz mat chodo...
Ek admi ka oont (Camel) raat ko boht rota tha !
Wo admi Hazrat "MUHAMMAD (S.A.W.W) k pas aya or sara haal btaya
Aap (S.A.W.W) ne oont se rone ki waja puchi to us ne kaha:
"ye rat ko Isha ki namaz parhe bagher sota hai to main is k bistar k neche jalne wali aag dekh k rota hoon"
Pata hy ?
80% log is msg ko 4ward nai karte..
ALLAH farmata hy k jo logo k samne mujhe rad krta hy main bhi usy dunya k samne rad krta hn
Plz 4rd dis msg as u cn...
السلام عليكم و رحمة الله و بركاته.
Shaitan kehta hai k:
1:Azaan ki aawaz sun kar Namaz ko na jane wala mera Bap hai.
2:Fazul kharch karne wala mera Bhai hai.
3:Imam sahab se pehle Rukoo, Sajda karne wala
mera Beta hai
4:Mehmaan aane per moo chadane wali aurat meri Maa hai.
5:sar pe dupate k bagair rehne wali aurat meri Bwi hai
6:Bagair bismillah k khana shuru karne wale meri aulad hai.
OR Jo ye bat kisi ko batae woh mera dushman hai Or Jo na batae wo mera dost hai.Today, d qur'an completes 1441 yrs in its Existence. We are going to give our prophet Nabi Muhammad pصَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
A gift of 15 billion salawats. Please recite 5 salawats
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ
and forward to at least 10 people! I know some people dnt like to broadcasts but dis one u defntly can't ignore

Modi ko Maafi mangne ki zaroorat nahi"-Salman KhanGanesh ke Bhakt Salman Khan ne ek Fatva jari kiya tha.. jisme kaha tha...
28/01/2014

Modi ko Maafi mangne ki zaroorat nahi"
-Salman Khan
Ganesh ke Bhakt Salman Khan ne ek Fatva jari kiya tha.. jisme kaha tha ki Gujarat-2002 k Dango'n ke liye Modi ko Maafi mangne ki zaroorat nahi hai...
Arey Salman Khan!
2002 me Ehsan Jafri ki jagah agar tere Baap Saleem Khan ko Zinda jalaya gaya hota, to kya tu Modi ko maaf kar deta???
2002 teri Maa ya Bahen k saath Samuhik Balatkar hota, to kya tab bhi tu Modi ko'Good Man'kahta...???
2002 me teri Haamla (pregnant) Bahen ka Pet
kaatkar Bachcha maar diya hota aur use Trishool par latka diya hota, to kya tu tab bhi Gujarat ja kar Modi k saath Patang udata...???
Salman Khan!
Agar tu Gujarat-2002 ke mazloom musalmano k zakhmo par Marham
nahi laga sakta, to kam se kam aise neech bayan dekar unke Zakhmo par Namak bhi na daal!!
Salman Khan! Tune Gujarat jakar Patang nahi udaya balki 2002 me Sataye, Tadpaye gaye mazloom Musalmano ka Mazak udaya hai

kya kahenge bhai is bare me
26/01/2014

kya kahenge bhai is bare me

25/01/2014

Wo Shakhs Musalman Hi Tha,
Mili Aazadi Jis-se Wo Shakhs Musalman Hi Tha,

Diya Hind ko Taj Mahal jisne.
Wo Shakhs Musalman Hi Tha,

Aaj kehte Hain Kuch Log Ke Dehshat Gard Hai Musalman,
Shuru ki Jisne Jang-E-Aazadi ki Wo Tipu Sultan Musalman hi Tha,

Jaha Lehrata Hain Tiranga Aaj BhiBadi Shaan Se,
Kiya Tameer Jisne Laal Qila Wo Shakhs Musalman Hi Tha,

Sare Jahan se Achcha HINDUSTAN hamara,
Likha Jisne TARAN E- HIND wo IQBAL Muslman hi tha,

Khada tha Gandhi ji Ke Sath Me
Wo ShaqS Mohammad Zafar Muslman Tha.

Yun Hi Nahi Azad Ho Gaya Azad-e- Hind,
Jab Azadi Mili Hind Ko Woh Mahina Ramzan Hi Tha.

15 Aug 1947 (27 Ramzan),
(Raat Shabe Qadr Ki Or Din Jumme ka tha)

Dekhte hai babri masjid ke liye kitne log dua karte hai aye allah babri masjid ko fir se tameer kar de fir se babri masj...
25/01/2014

Dekhte hai babri masjid ke liye kitne log dua karte hai
aye allah babri masjid ko fir se tameer kar de fir se babri masjid me azan aur namaz ho
aameen summa aameen

PLZ LIKE THIS PAGSS

HAR MUSLIM KE ANDAR AGAR YE ZAJBA AA JAYE TO KYA NAHI HO SAKTAPLZ LIKE AND SHARE
25/01/2014

HAR MUSLIM KE ANDAR AGAR YE ZAJBA AA JAYE TO KYA NAHI HO SAKTA

PLZ LIKE AND SHARE

aise muslim se aap aur kya ummid karoge kya ye salman muslim kehne ke kabil hai i hate salman and modi plz share and lik...
25/01/2014

aise muslim se aap aur kya ummid karoge

kya ye salman muslim kehne ke kabil hai

i hate salman and modi

plz share and like this pagz

Address

Mumbai

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when All India Majliseittehadul Muslimeen posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share